Bewafa Hindi Shayari

Aaj hum unhe bewafa bata kar aaye hain,
unki yaado ko pani mein bahakar aaye hain,
koi nikal kar pad na le unhe,
is liye pani mein bhi aag laga kar aaye hain…